Je sir kafi experts es bare ma bat kar rahe te ke bitcoin agr 99k$ ke resistance ko break karega tu pur es ke chances ha ke ye uper he chala jaye aur unki pridiction tek be nekli bitcoin 102k$ tak chala be geya ta per oir hum ne daike ke bitcoin neeche aya , kaye wajuhat ma ek reason ye be ha ke trump per ek case file huwa ha aur os ka faisla 10 January ko hone wala ha per because of speculation ke Trump ko es case ma saza hogi aur bitcoin neeche jayega , so i think this may be the reason , hame pata ha ke trum 18 of January ko oath layga aur arrest hone ka koi chance nahe ha, ham apne jo reason btaya ha wo be ek emerging issues bna huwa ha jo waqi ma COVID-19 ki trah botcoin ko effect kar sakta ha , let see ke kaal kia hota ha os ke bad pir pata chale ga agal scene.
G brother, aisa lugta ha k Trump ki oath taking ceremony se pehle Bitcoin side-ways hee move kerta rehe ga or es k baad hee koi direction determine ho gi. Yeh event sell the news bi sabit ho sakta ha, dekhty han k 10 din k baad kia njew developements hoti han.
Technically speaking, $90K bht important level ha or esko nho break hona chaye verna market downtrend mein ja sakti ha. Insha Allah aisa nhi ho ga or market ko jasy hee koi trigger milta ha toh $99K cross ho jai ga or ek new upwards journey shoro ho jai ga. DYOR