Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
MusaPk
on 12/01/2025, 06:14:24 UTC

Brother es aaag ka lagna kuch aur he  mamla lagta ha warna ye state sahel samadar ke qareeb ha tu yahn per barish tu hona chaye , ye jo states shil samandar ke qareeb hote hain wahn per barish buhat zyada hoti ha per chalo maan laayte hain ke barish na hone ki waja se haar jagha khush ho gaye ha aur yahi waja ha ke aag har cheex ko lapaait ma la rahe  ha per oir enke paas ketna fire extinguishers moojod ha aur es ke elawa ketna airtanker ha en ke pas pir be ye log aag ko contain karne ma nakam ho gaye hain es ko haam Allah ka azab be keh sakte hain q ke haar cheez climate per nahe dal sakte ye log na serf apne bure aghmal ha balke dusro ko be os ma supprit kar rahe hain . Khair ye tu mera ek islamic perspective ke sath bat kar raha hun q ke etne sare equipment ke bawajud be ye log aag ko bhuja e ma naqam huwe tu es ka kuch tu matlab nekalta ha.


Junaid bhai ya state sahil e samandr ka qareeb he nhi balka isko samandar ko touch krta hy. Fire department na kaha hy aag 4 different places pr lagi hue hy. Wo 4 region Eaton, Hurst, Kenneth and Palisades ka hn. Aag na 38,276 acres area ko apni lepat ma lea hua hy. Sub sa bari aag jisko Palisade Fire ka naam dea hy wo sahil e samandr pr lagi hue hy. Aag ka phalni ke eik wajha is area ma chalna vali teez hawain jinko Gusts bhe kaha jata hy unki speed 100mph (160km/h) tk record ke gai hy.

Ya sub to theen science ke baatan. Hum to is baat pr yaqeen rekhta hn ka Beshak Allah hr cheez pr qadir hy aur wo jo chahya kr saqta hy. Allah hum sub ko apna hifz o aman ma rekha.