December Top poster and Merit sender activity
qurbanshah02
Top 10 posterqurbanshah02 (94)
Farhan99 (34)
Sayeds56 (31)
Zainmalik75 (31)
Sab Sy pahly toh maire Tarah Sy apko aur iT expert ko bohout bohout congratulations q ky ap ny new rank hasil kar Liya ha jo ky bohout kushi ki baat ha aur bohout achy time par hasil Kiya ha q ky abhi bohout sare campaign Mai shuffle Hoge jisky results Mai Apko bohout omda opportunity milny ky Chances ha jo mostly har time available nahi hote so maire Dua ha apko waha chance mily aur apki Jo mehnat te woh rang Lai aur apki kamai start ho
Isky ilawa mairy Liya kafi shocking ky ap ny ik month Mai hi hamary ik bandy ky three month ky barber posting ki ha, matlab ky hum zyada tar 30 ky aas pas posting karty ha jo hamary thread ky top 3 Mai hoty aur agr unky three month ky mil jai tab ap Sy barabri Hoge Jo ky bohout achi Baat ha aur apki mehnat ka saboot ha ky ap iss thread Mai kitni jaan maar rahy ha aur ab jald hi agr istarh mehnat karty rahy toh chance mil jai ga aur earnings source start hojai ge bus phir yaad rahy ky waqt par campaign ky asoolo ky mutabiq post Kiya karty taaky nikalny ky baad pachtava na ho ky yeh mistake na karty toh mujy nikalwata