Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
GbitG
on 17/01/2025, 22:36:16 UTC
Asalamu Alaikum Brothers kaya hall hain ap ke,bro muje aik question krna hai about Halving is anyone know about this then please tell me ke yeh bitcoin halving asal main kaya hai. I think yeh koi event hai bitcoin ka jo mining reward hai us ke related yrr is ke bare koi detail se batana.
       
Wa Alaikum Salam

Agar to ap ko English samaj aati hai to is artical ko per lai agar samaj nahi aati to google sai translation ker kai samaj aa jai gee. Is mai Bitcoin Halving kai barai mai sab kuch bata dia gia hai umeed hai is sai ap ki malumaat mai izafa ho ga.
https://www.coinbase.com/learn/crypto-basics/what-is-a-bitcoin-halving
New Banda ha mujy laghta ha English ko Sahi Sy samaj nahi paya so Mai thoora easy alfaaz Mai bayan kar daita hu, brother market Mai simply ik cheez ki price usky demand aur supply par munhasir hote ha agr demand zyada ho like barta rahy aye supply km hota jai toh yaqeenan price sky rocket Hoge. So Satoshi ny jab fiat currency ki unlimited supply aur downfall ko daikha toh Bitcoin Mai ik aisa rythm fit Kiya jis Sy uski supply market Mai km Sy km hote kai waqt ky Sath jisy Bitcoin halving kehty ha.

Ab halving Mai hota u ha ky market Mai Bitcoin ki supply Kuch istarh km hote ha ky jab koi block mine hooky Blockchain Mai add karta ha miner ko usky badly Kuch reward milta ha new Bitcoin ki shakal Mai, jo locked hoty ha aur block add karny Sy woh unlock hojata ha. jo start Mai 50btc ta Jo har four year ky baad half hota ha aur istarah Jo new Bitcoin miner ko mil kar market Mai aaty ty woh km Sy km hojaty ha aur demand waisy bhi bar Raha ha toh yeh process Jo market Mai mojood supply ko km karta ha by halfing block reward usko Bitcoin halving kehty ha.