baqi gar champion trophy's or ground ki opening ki bat ki jaye to Ajj mohsin naqi jo kah establishment ka left hand smaja jata hai or ik waqt ma interior minster ka udha bi shambal raha hai is nay mazdoor ki lay ik dawat rakhi hai ajj kah ghazafi stadium ki opening hai new construction ka bad yha par tri series khali jaye ge jas ma New Zealand ki team to phlay he Pakistan ma punch chuki hai or oska bas kal raat south Africa kinteam bi punch ge the baqi indian kah raha kah stadiums tameer ni hu ga but ik record mudat ma PCB nay tameer kiya is ly appreciation banata hai Inshallah Champions trophy Pakistan ma hubge
Mein sooch raha that k Akhir kyun khabi Islamabad mai stadium kyun ni ban paya, Islamabad mai abhi khoi cricekit stadium majud ni hai jub Pakistan ban rha tha toh ek jagah decide hui thi jidhr ISB mai sports k stadiums and academy banane ka descion hua tha toh tab ab whan pr sare stadiums ban gye except Cricket jis ki wja se aj tak wo ni ban paya, whan pr apko tensis, fottball, har trah olumpics even har trah ka stadium mile ga but Cricket ka nhai lakin Rawalpindi wala jo stadium hai wo isko cover kr dia kr ta tha lakin ab Moshin Naqivi ki nayi baat samne ayi hai k agle 6 se 8 mahina mai ISB mai b stadium ban jaye ga.
Lakin mera khayal k yeh stadium time le ga or iss dfa toh mazdoor b kam aram se krein hgien, qaddafi is lia jaldi ban gya kyun k CT sir par thi lakin ab ISB mai khoi event ni hai khair ab yeh stadum jinnah sports club se thora dur bane ga or kha ja rha hai k Pakistan ka sub se bara stadium bane ga. Vesse toh ek stadium Peshawar mai bana hua hai Niazi stadium average hai woh b two floors hain but whan pr security issue hai jis ki wja se Pakistan udhr matches ni kr wa rha.