Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Sayeds56
on 08/02/2025, 18:11:54 UTC
Kabi kabi mai sochta hu ham kaisai mulak mai rahtai hai jaha peechlai 45 saalo mai zahni mareez hakumat ker rahai hai aur hamara mazaq bana dia hai dunya mai shuru mai jab yai Qaddafi Stadium banaya gia tha is ki capaciy 65,700 thee jo kai in jokers nai rennovation ka nam per ab 27,000 ker dee hai Allah aisai aqalmund or naik hukmran sab taraqi yafta mulko ko dai. Issi tarah in aqalmand hukmarano nai baqi mulak kai sath kia hai is ka hashar yai hai ab ham jo dunya bhar mai izzat ki nikha sai dekhai jatai thai raswa ho chukai hai laikin phir bee gongo aur bahro ki tarah rah rahai hai 2 saza yafta log hakumat mai hai President, Prime Minister or Chief Minister Punjab aur Mardai Ahan jail mai hai sharam sai dubna ka muqam hai dosto.
han brother Kafi afsos naak hai ki hamen kaise mulk mein rahte hain jahan tarki ke naam per sarf awam ko chuna lagaya jata hn abhi dekhni ha lahore ki road ko bikers ka lay karne ke liye crore rupaye ki fund liye gaye aur yah sab corruption ki najar ho Gaya aisi Gaddafi stadium ki bahut ki jaaye to phly stadium ki capacity masali the aur stadium is ground ki capacityt kariban itni si jitni aapane bataiye lekin 1996 ka world cup ma iski renovation kar di thi aur uske bad abhi jo revolution Gaddafi stadium ki capacity 34000 kar di hai aur 34 plus kah rahe hain likhane mujhe tak Yahan tak hameed hai ke approximate 30000 ki kareeb Hogi

AgarbHukmoot baat ki jaaye to prime minister se lekar president tak log currepty or military ka loog bi inma shamil ha abhi tak Kisi ko Sahi tarike se hukumat karny ni di he ISI mulk mein Kisi ko Sahi awami hukumat karne Nahin degi aur is mulk mein abhi tak jinka control hai Unka aapko bhi pata hai mujhe bhi pata hai lekin Naam ab lenge to Banda utha lenge yah log hote hain to afsos maqam hai hamare mulle ke Liye duniya Bhar mein hamari badnami ho rahi hn hummy ik achcha leader chahie Jo is dumdhal say nikal skay

Brother, apki baat bilkul durust ha or yeh sirf ek insaan ka dukh nhi blky her us insaan ka dukh ha jo apny mulk ki betri chahta ha. Aisi behteri jahan insaaf  ka double standard na ho blky sub k liay ho ho job opportunities sub k liay hon or merit ki bunyad pe selection ho. Yeh ek aisi umeed ha ek aisa khawab ha jisy hum berson se dekh rehe han or Allah Pak se umeed ha k ek din zarur pora ho ga. Insha Allah.