Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Cheema02
on 16/02/2025, 17:40:19 UTC
Assalamualaikum warahmatullahe wabarakatuho

Kaise hain ap sub log omeed ha ke khairyat se honge.

Acha bhio tu bat ye ha ke ap log muje bataye ke ap ma se ketne log numerology ke bare ma jante hain? Hum tu am tur per numbers ko as a digit ke tur per jante ha aur hum ne kabi es se age nahe socha per kia apko ye pata ha ke har number ki apni special menaing and interpretation hoti ha aur wo kafi amazing hoti ha , es sub ko numerology kehte hain. Ma ne numerology ko bitcoin ke sath link keia ha aur ek detail post bnaye ha , post ko ma ne yahan per quote keai ha take ap logo ko asani se mel jaye .  Ap log wahn per jaye aur es ko deatil ma check kare apko kafi maza ayega es se.

Es ke elawa ap log apni birthday date be mere sath share kar sakte ha yahn per , jes ko ma numerology ke zarye analayze karunga aur pir ma apko baatunga ke apka kia number ha aur os number ki kia meanings ha aur kia ap ma wo qualities moojud ha ya nahe . .

Walikim Salam! Junaid bhai Allah pak ka shukar hai ap suniwn good bhai ya jo numerology ki bat kar rahy hai ya ilam ul adad ma atty hai ilam ul adad ka ilam yhai digets hoty hai jo kah humra rooz mara ki Zindagi ma istamal hoty hai ya pori dunya ka namaz 1 sy lay kar 9 tak digits pora kayinat ma use hoty hai qkh ya digits humri data of birth ka lay alwa zindagi ka har kam ma instamal hoty hai sab say powerdull word jo dunya ma istamal hoty wo 9 ka words hai our pori dunya ka hisab kitab oa ka talaq ilm ul adad ki roshani ma hota hai agr ham dakhy daily life ma ilam ul adad har jagha use haoty kasi bi naam ka digit molam keny ka tariqa ilam ul adad ki madad sy maloom kiya jata jas ma oski kamzori or quality dakh skaty ya sab ilam ul adad ki book ma hota hai mary pass iaki physical book majood hai