Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
SATWAT
on 17/02/2025, 16:52:53 UTC
Well ap bohout behtr tareeky Sy iss phool ko poory forum Mai promote karny Mai Apna kirdaar adaa kar rahy ha, yeh waqi kushi ki BAAT ha aur apky iss kaam ki tareef hone chahiya, Kyu ky yeh first time inta bara sponser iss phool ko mila Jo mostly past Mai mostly nahi hota ta, so haamy isko khoob promote karky bawar karwnaa chahiya ky iss sports ky fan kafi ha yaha pa

So agr ab daikh jai toh 40+ bandy shamil ha aur bakio ko bhi chahiya iss Mai enter ho, iski koi fees nahi ha agr woh fees wali Baat hote toh Haram halal ki BAAT aate yaha aisa Kuch nahi ha sab project manage kar Raha ha so ap log awo aur Apna luck azmawo

Baki ap ny jo yeh alfaaz likhy ha Kya yeh ap hamay smajany ky Liya likh Liya ya yeh exact same words ha jo waha unho ny rule Mai changes ki aur ap ny yaha copy paste kardiya.
Bhai sab sai pahlai shukria acha response dia community nai is kai baad yaha aik baad clear ker do yai cricket pool kabi bee sportsbet ka idea nahi tha yai mai nai insist kia to wo manai kiunkai yaha cricket community jo hai ziada ter India, Pakistan ur Bangladesh kai members ki hai laikin yai log ziada ter multi account mai pai gai hai. Wo nahi man rahai thai laikin merai kahnai per manai hai aur kuch members ko uno nai pakar bee lia hai laikin expose nahi kia sirt pool sai exit kia hai agar yai pool kamyab ho gia to wo agar bee karai gai PSL or IPL ka laikin sab sai aham masla aik banda kafi account chala raha hai wo hai jis ki waja sai cricket kafi peechai hai yaha forum pai. jap kai football kai kafi pool hai aur sab ko wo sponsor bee ker rahai hai umeed hai is ka result acha aai ga aur ham agai bee is tarah kai pool dekhai gai meri koshish hai fee na ho or free bets ka jagga naqad inam dia jai kiunkai sab kai liai asani ho baki agar dekhtai hai kia hota hai.