Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Cheema02
on 08/03/2025, 23:24:51 UTC
Yeh matter ni kerta k India jeetay final match ya New Zealand ki team jeetay but matter yeh kerta hy k hum ny Champions trophy Host ki, Indian ki team Pakistan ni ayee (chalo koi baat ni) lekin asi Indian team ki wajah c champions trophy ka final Pakistan mein ni ho saka. Hum India c haar gay thay match mein (chalo koi baat ni) lekin India nay Champions Trophy ka final Pakistan mein ni honay dia aur Pakistan ko harr lahaaz say hara dia hy. Hum kia keh saktay hien, hum tu gulam hien  Huh

Umer bhai ghulami ki toh had hi paar hogai hai. Smiley Jis mulk men har cheez men politics ho wahan kaise kuch acha ho skta hai, aur hamari badkismati hai k hum is mulk men rehte hue har khushi se mehroom hain. Aek cricket thi jiski waja se hum kuch waqt k liye apne upr guzarte hue halat aur mulk ki nakamiyan bhool k enjoy krte they lekin politics ne isko bhi barbad krdia, ab toh hamare pas yeh bhi enjoy krne laiq nai hai. Smiley
Bhai kia bat kar di merit par selection hu or wo bi Pakistan cricket bored ma ya to kabi ni hu skata hai Pakistan ma safarsh syatem chalta hai yha tak kah kas choty sy government office ma haq halal ka kam karwny ka lay bi choty moty furhon ma passy yahi kah rishwat deni pharti hai tab ja ka kam hota hai Pakistan cricket board ka chairman ka he haal dakh lay oska pass kia asi degree hai kah osy cricket ka chairman laga diya hai jas insan ko cricket ka kuch pata he ni hai wo kia khaak taraqi karway ga wo olta jo rahi sahi khushi the pakistanio ki os bi tabah kar ka rakga diya hai Pakistani awam ka ab to cricket sy interest he khatam hu gya old days ma jab koi important match hota ya India ka khalif maych hota wo tv ko bhair nikal kar match dakha jata tha our ajj to koi haal ni har tarf depression hai halat inta zadya kharab kar diya gya tha jab sy choor plmn or establishment naliq ayyi hai kah mulak ka bera garak kar diya hai