Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
ZAINmalik75
on 11/03/2025, 18:14:35 UTC
Farhan99, JunaidAzizi, ZAINmalik75, Rustam Meraj are bhai ap to hmari Khubsurat CM ky pichy hi parr gaye hen.
Zain bhai agar Plastic surgery karwai bhi hai to fit to hai naa. Hmary mulk ky baaby hazraat abhi bhi jaan nichawar karty hen. Kai no jwano kaa crush hai.
Or biii social media campaign ho yaa advertising ho yaa kuch bhi ho Khubsurati to har jaga hi lajwab hai.

Dosto jab kabhi Hukmrani Orat ky hath aai hai har cheez kaa bera gharaq hi huwa hai. Yahan to hmary mard jo hukmran hen wo bhi hijry hen. Bss abbu ji ky boot polish karty nazar aaty hen. Or un ky aagy nachty hen. Agar overall nazar daali jaye to hukumat yun hi samaj len Orten hi chala rahi hen. In sab my mard nazar nai aaty hen. Sab faarigh hen. Bsss Allah koi behtreen hukmran ata farmaye jo Pakistan ko sahi mano my traqi ki rah par ly jaye. Or uss par kissi qisam kaa loot maar chori corruption kaa case naa ho. Yani background sy paak ho. Esa shaks hi Pakistan ko traqi ki rah par ly ky chal sakta hai. Lekn filhaal jitny bhi aaye hen ya taqat my hen sab ky daman daagh daar hi hen.
Is Mai koi shak nahi ha boss ky woh bohout khoobsoorat ha ap baboo ki BAAT kar rahy ha bohout saary Jawan us par Marr rahy ha aur bohout believe bhi kar rahy ha ky yeh 25 to 28 saala dosheza ha halanky yeh 25 to 28 years old bacho ki maa ha but iske fitness ka alaga level ha hamary molana Saab waisy itny kush thoore hoty ha maryam ky Sath chair par bath ky

Woh alag Baat ha ky iss bar seat nahi de toh mamla thoora kharab Howa. Baki apki hamare CM toh bus TikTok banaya Mai bohout masroof ha ussy mulk ka Kya yeh toh waisy bhi sab ky loot maar ky bawajood chal Raha ha. Bus America sada qayamat rahy unky dollar par toh hum je rahy ha hahaha lol. Anyway Mazak apni jagga but Sach Mai kisi ko country ki parwah nahi

Jis mulk ky auraty women march Mai aisy slogan otai aye Howe aur Baki Jo ussy support karny ayai ho un Sy Asia naik aur imaandaar olad paida nahi ho skate ko country ko Sahi simat pa ly jai Baki ALLAH kehta ha jistarah bando ky Amal ho istrah ky hukamraan Mai lago kar daita hu so bus yahi scene ha jab tak hum khud Sahi nahi hongy koi Kuch musbat nahi kar skata