Assalamualaikum Kesy hain sub dost umeed krta hn sub kheriyat Sy Hun gy,
Yaha par par bt krta chlo k America k pas ab tak ketny Bitcoin majood Hain,
Cryptocurrency k bary main malomat reqard rakhny Waly ek adary Arkham intelligence k mutabak qanoon nafaz Karne Waly mukhtlif Americy idaroo k pass es wakat majmomi toor par 198-109 Bitcoin majood Hain,Jin ki majmomi maliyaat taqreban 18-1 billion Americy Dollar k barabar banti hy,,
In Bitcoin main sy ziyda tar wo Hain Jo Americy edaroo ny juraim pisha ifrad ya garoho k khilaf krwai krty hoy Apne qabze main lyh thy,khas Tor par Mani laandring krne Waly ya ansano ki samgaling krne Waly k khilaf qabze main li thi..