Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Cheema02
on 04/04/2025, 08:50:33 UTC
Mehangai ke satai hue awam ka lea eik relief. Dar he sahi pr chalan kuch aya to sahi. Government na bajli ke price ma fee unit 7.41 rupee kami ka elan kea hy aj. Is sa pehla Government na new solar policy bhe mutarif kri hy jo logo ma pasand nhi ke gai. Ab bajli ke prices kam kr ky Government ya chah rhi hy ka log solar ke trf na jya balka Government he sa directly purchase kra.

Bajli ke prices to waqai boht zayda hn aur agya garmi a rhi hy aur ghr ka budget ka eik bra hisa bajli ka bill he ma nikl jata hy. Ab confusion ya bun gai hy ka aya Solar ke trf move kea jya ya bajli Government sa he le jya?
Bhai Kia Joke hai yar pata ni pagal Samja hova awam ko phly 18 rupee wali bijli ko 65 rupees par punchi di or os ka bad os ma sarc 7 rupee sastai kae ka qoumi taqreeb sajja kar khud ko shahbash dei hai plmn nay haha kia naseeb hai humary qouam ka hukmron bra alla mily hai wasy dakh jaye to isy realief ny chunna lagna khaayy hai or chunny lagny ma ya hukmmot ka ik alag he level hai jab tak humri jan ni choty ge is hukoomt sy mulak ka bera ghark hony sy koi ni ruk skata hai establishment nay bi full kohsish he hai awam sy jany ka haq bi cheen ly or ya ham nay dakha hai 26 November ko jha seedhy fire mary gay

Baqi waqt ka sath solar par move hona bari acha option hai qkh bijli ki ajj ki price har any waly saal sy manghi hotu ja rahai hai jab solar par par shift hu to ik bat ka khayal rakhy kah off garid ki tarf ja rahi qkh hukmmot ny on gird system par tax laga diya hai jo ya show karta hai kah ab off gird he tarf he awam jayw ge off gird ma bi ap apni azafi bijli kasi humasy ua relative ko sale kar skaty hai jo kah ik acha option hai hukmmot ko sale krny ki bajwy Allah pak sy diya hai hummy Imran khan jesa imandar leader ki hukmmot dobra naseeb hu Ameen