PSL ki opening ceremony hogyi thi , Rawalpindi mai. Ye pheli baar khoi opening ceremony hui hai at Rawalpindi warna hamexshe yeh moka toh Lahore ya phir Karachi mai hi hota hia lakin finally ab Rawalpindi pr b hogyi hai or shuru ki games Rawalpindi host kr rha hia. Last Time Lahore kr rha tha.
Mujy Laga Qaddafi stadium Lahore Mai hoga yeh ceremony q ky usko renovate Kiya aur kafi acha lag raha ta but waha nahi Howe lakain yaha bhi PCB ny bohout behtareen ceremony ke khaas kar Jo Animation use ki aur pora stadium us Sy saja diya Jo Jo TV pa dikh raha ta unho ny daikhe Hoge. But ik Baat ha ipl ky Sath same time pa hony ki wajah Sy woh hype continue nahi ho pa rahe ha PSL ki Jo ky achi Baat nahi aur management ko Issy next time ipl Sy pahly ya baad Mai karna chahiya. Abhi match ki baat ki jai toh Peshawar phir haar gaya unfortunately
Ap ka lea eik boht achi khabr hy aur wo ya ka cricket ko 2028 olympics ma shamil kr lea gya hy. Abhi ya pata chala hy ka 6 teams T20 ka trz pr khalen ge. Ya nhi pata ka kon se teams hn ge aur Pakistan un ma ho ga bhe ya nhi kyunka abhi Pakistan ICC ke T20I ranking ma 7th number ma hy. Agr ICC na aj ke date wali ranking ka hisab sa teams select kee to phr to Pakistan confirm nhi ho ga. Ya eik aur issue ho ga Pakistan cricket team ka lea. Ab jo team ka halat chal rhya hn mujhya ya khadsha hy ka oper jana to dur ke baat kaheen ya aur necha na chalya jyn.
Yeh toh bohout behtareen news ha ky Olympic Mai bhi cricket dobara shamil hogaya aur Rahe Pakistan ki baat toh icc koi bhi event pakistan aur India ka match Kiya baghair nahi banata q ky unka Main revenue is match Sy collect hota ha so icc wait bhi kary ga Pakistan ka aur opportunity bhi provide kary ga comeback ky Liya. Ha woh alag Baat ha ky in sab ky bawajood bhi Pakistan qualify na hojai top 6 Mai aur west indies jaise team qualify ho.