Where are Sayeds56 sab
I am missing Sayeds56 sab
Mai bee note ker raha tha kareeban 1 month ho gia hai wo off hai hamarai bazarug hai bohut active rahai hai community mai aur un kai analysis bee bohut hee achai rahai hai kissi ko pata kerna chahia un ki sahat kai barai mai.
Mujai bas itna pata hai Karachi sai hai aur is kai elawa agar kissi ko kuch update ho to zarur dalai yaha per ab community mai updates ka kaam bohut kum ho gia hai aur kuch members ki activity bee bohut hee kam ho gai hai.