Happy Labour Day
Assalamualaikum
All community member are good
Labour Day har saal 1st May ko manaya jata hai. Yeh din mazdooron ke huqooq aur unki mehnat ko salam karne ke liye hota hai. Is din ko manane ka maqsad yeh hai ke society ko mazdooron ki ahmiyat ka ehsaas ho. Labour Day ki shuruaat 1886 me America ke sheher Chicago se hui thi, jab mazdooron ne 8 ghante ka kaam ka waqt hasil karne ke liye protest kiya tha. Aaj ke din duniya bhar me rallies, seminars aur programs ke zariye mazdooron ke huqooq ko ajagar kiya jata hai. Yeh din humein yaad dilata hai ke har taraqqi me mazdoor ka bara hissa hota hai.
Labour har country ky tarakki Mai ahm kirdaar ada karty ha but unfortunately log inko woh hakook nahi daity Jin ky yeh hissadar ha. Agr daikha jai toh yeh day hammy labour ky khidmaat aur hakook ky ahsaas ky Liya raka gaya ha but unfortunately iss din hum sab holiday enjoy kar rahy hoty ha aur yeh kaam Mai lagy hoty ha. Yaha pa toh koi khayal nahi raka jata ha labour ka ha albata bahir ki duniya Mai pay rate bhi ACHA ha aur Baki aur izAat bhi de jate ha.
Anyway qurban Bhai ap signature Mai select to hogai but rule follow kary, daily ka post criteria Jo ha ussy poora kary zyada na kary , post ko distribute kary day Mai ik din zyada na kary plus apny post quality ko improve kary aur Sath Sath dedication ky sath Kam kary toh InshALLAH apko lamba campaign Mai rakh diya jai ga
بِسْمِ اللهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِيْمِ
April Post Summary ~ Unknown Op Assalamualaikum mere tmam piyary bahio!
Last 4 Months Active Users
Wa alaikum Salam brother unfortunately apun iss summary ky top list Mai na aapai Jo ky kafi shocking ha. Baki apki yeh graph Mai thoora heading title Mai changes kary yaha pa user activity ka graph dikhaya ja Raha ha aye graph Mai likha ha post activity so yaha pa just post ky Sath member activity likh dy toh thoora scene set hojai ga. Baki sab A1 ha daikhty ha next month ka Kya results nikalta ha