Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Rustam Meraj
on 19/06/2025, 11:43:24 UTC
Bhai Pakistan koi partcialy iran ki madad ni ki abi tak kuch huwa ma khabary chroi ja rahai hai kah namaloom jhaz atta or isreal ma chala jata waha par tabhu phar seta hau haha kia joke hai ya khabr facbook par kafi phali ja rahu kah ya namloom jhaz nay isreal ki boht tabhi ki hai or namloom Pakistan jhaz ko kah rahy hai bhai ya sab khani hai kah Pakistan iran ki koi madad ki hai ya science ka door hai ab khanie zadya dee ni chkati ya radar syatm ka door hai huwa ma ani wali had cheez ka 2 mint ma ptaa vhal jata hai is jhanag ma iran ka kafi nuksan hu rahu but ik bat hai isreal par ajj tak asa attack kesi nay ni kia jasy irean kar eaha hai asa 57 islamic mulko ma kabi kasi ma himit ni ayi jab gaza oar isreal tabhi phar raha tha but iran wo wahid mulak hai jas nay bhudari dakhi hai or isreal ko pheli dafa inti damage kiya hai ya humeaha yaad rakhy gay jhang ka result koi bi ayya but Iran ik Bahadur mulak hai lara hai or thk theak lara hai Allah pak iran ko is jhang ma kafroo ka muqbaly ma kamyab kary Ameen
Bhai wo to sab fake hen. Lekn ap iss bat KO deny nai Kar Sakty ky Pakistan involved he iss war my. Indirectly zruri involve he. Ab kal jab Field Marshal ki Trump sy mulaqat hui us ky bad sy hi Trump Ka Pakistan ky liye lehja badal gaya. Us ky bad hi Iran Ka border khol Diya Gaya. Or Iran apny Parliament my Pakistan ky haq my naarry lgaya he.
Asal my mujy Lagta he Pakistan bhi US ki Tarah khel Raha he. Naa to khul k Samny Raha he or keh Raha he ky my iss war my Hun or naa hi khud war my kooda he. Or Trump kaa ye bayan ky Pakistan Iran KO zyada samjta he. Yani SAB bayan syasi hi hen. Or I was reading Yani koi article Parr Raha tha. Ky Pakistan ky Kuch Drone or Kuch or cheezon ky Shwahid mily hen is war my. So Kuch naa Kuch to Pakistan kaa hath he is my. Or ye kehna ky Pakistan kaa jahaz Gaya or wo Raha Israel ki hoodud my. To ye bilkul jhoot he q ky Uss ky liye bohat zyada fuel chahye ek jet KO wahan tak pohnchany ky bad wahan karwai Kar ky wapis any ky liye.