Hamare kisi bhai ne, shayad @ThemePen bhai they ya koi aur mjhe ache se yaad nahin, lekin unho ne dosre forum pe aek baat likhi thi aek thread men jo mujhe kafi pasnd aai, unho ne likha tha k hum jaise log jo forums pe signature campaigns se earning kr rhe hain, aur ziada tar campaigns Bitcoin men payment krte hain, toh hamare liye Bitcoin purchase krne ki bhi zrort nahin hai, qk agar hum karna chahen toh hum inhi earnings ko apne wallet men hold kr k rakh len future k liye agar humen regularly unko sell krne aur use krne ki zrort nahin hoti.
Aur ya tariqa boht safe bhe hy. Kyunka Pakistan ma crypto ka status abhi bhe illegal hy aur jis trh government back foot pr ja rhi hy IMF ka pressure ma lug to yahi rhi hy ka crypto abhi kuch arsa tk illegal he rhya ge. To agr hum signature campaigns sa he earnings krta rhya to hman Bitcoin buy krna ka lea kisi credit/debit card ka zarorat nhi ho ge aur koe illegal kaam sa bhe bach jyn ga. Ya best tariqa hy agr ap DCA ka zarya Bitcoin ko jama krna chah rhya hn. Baat to ThemePen bhai na boht patya ke ke hy. Pr aj kal ThemePen bhai nazar nhi a rhya. Kya merit source bnanya pr unka attitude high to nhi ho gya. hahahaha
Haha point to be noted Themepen bhai na khud nazar ay rahay ya inka merit he community ma khien hu skata hau khaien busy hu wasy be muharam ka din chal rahy hai ya din sarf gham Hussain ma ghuzary chaye hai insan ko qkh in dino ma khandan rasool ka awal ko shaheed kiya gya tha wo bi jab nabi pak ko ghuzry hovy sarf 50 saal hovy hai or inka manay walo ny qlamy phrny waly ny inka sara khandan ko paysa shaheed kar diya hai ya firqa sy bhiar ka pagam tha qkh imam hussain kasi farqy ma band ni hai wo pori insayniat ka mola hai inki wajjah sy deen bcah hai humra
Dosri bat crypto ki illegal ya legal ki to kuch ni kah sakty hai abi Pakistan nay crypto consul hasa adra baniya or binance par baqi exchanges pr pkr kanoption bi ay gya to mojy ni lagta inti jaldi back foot par jaye gay hu skata hai waqti tor par imf ka pressure kinwajjah s kuch decision ko postponed kinjaye but crypto Pakistan ma legal hu kar rahy ge inshallah baqi abi to p2p scam bi kafi hu rahua hai jaldy sy hu takh in scam sy jan chit jaye himri Allah pak sy duya hai baqi dakhy kia hota hai