SBP Confirm Pakistan's Digital Currency Coming Soon ReferenceHello Guys!
SBP aik digital currency ka pilot project launch karnee kii tayyari mein hai. SBP ke governor Jameel Ahmad ne kaaha ke digital currency aur virtual assets ke liye kanoon bana ya ja raha hai. Unka kehna tha ke SBP new rules ke zareye virtual assets ko regulate karega. Is project ke liye kuch tech companies ke sath mil kar kaam ho raha hai. Governor ne kaha ke is field mein kuch risks hain but bhot zyada opportunities bhi mojood hain. Unka kehna tha ke in risks ko samajh kar agay barhna zaroori hai. Sath hi Government of Pakistan ne officially "Virtual Assets Act 2025" approve kar dia hai. Yeh act crypto aur digital finance ko regulate karne ke liye tayar kiya gaya hai.
Aik Dam sai Crypto or digital currency wo kia hai jis ki parda dary hai kiunkai SBP ki statement thee crypto abee bee illegal tender hai Pakistan mai laikin yai achanak sab kuch kissi ko bohut hee ziada nawaza ja raha hai is chakkar mai.
Taxes to is tarah laga rahai hai jaisai hamai Norway wali sahultai dai rahai hai laikin yaha na electricity hai aur na hee saaf pani per tak increase kertai ja rahai hai jo kai in kai haath mai hai.
Bitcoin ab is waqat acha ja raha hai lagta hai ham jald hee $120K ko dekhai gai.