Three quarters of global solar, wind capacity under construction is in China
China na Solar aur Wind (hawa) sa bajli bnanya ma khud khafalit hasil ke hue hy jis sa China ke dependency non-renewable energy sources jaisa ka oil or coal pr kam hue hy. AI jaisi new technologies ko processing ka lea specialised hardware required hota hy aur hy hardware boht zayda energy mangta hy. Solar aur wind sa bajli kafi sasti parti hy jis sa koe bhe agya barh saqta hy. Industry bhe bajli mangti hy aur mulk ma industry grow bhe krya ge agr ap usko uninterrupted aur sasti bajli dyn gy.
Ap youn samjh lyn ka agr dunya ma 4484 Giga Watt ke bajli wind aur solar sa paida ho rhi hy ya projects under construction hn to us ma China ka hisa 1302 Giga Watt hy. Yani China ka share 29% hy pori dunya ma hawa aur solar sa bajli bnana ma.
Dosri trf Pakistan na kuch din pehla he sirf 2000 Mega Watt bajli crypto aur new emerging technologies ko sasta damo dena ka irada he kea tha to IMF na saaf saff mana kr dea hy. Mare ya post share krna ka maqsad sirf ya hy hman dekhna chahya ka dunya kis simat ma ja rhi hy aur hman bhe us accordingly plan krna chahya.
Source:
balkangreenenergynews.com