Video to dekhi hai. Or iss ki samaj mujy pehly bhi thi. Lekn ek issue ye hai ky iss ky liye awareness bohat zaruri hai. Like ap Pakistan ky kissi or shehar main hain. Yaa ek hi shehar ky door draz ilaqy main hain. To darmyan main bohat sy logon ny Bitchat Download hi nahi ki to ye kesy work kary ga.
Abhi to filhaal ye technology out nahi huwi to iss kaa andaza nahi hai ky kesy work karti hogi. Lekn logon main is ki awareness hona zruri hai. Yani Pakistan main to fill haal I think iss kaa kaam karna mushkil ho but out of country is ka use ho sakta hai. Abhi to beta phase main hai. Dekhty hen kiss technology ky through ye work karti hai.
exactly asy hi hai wohi to mai heran hoon ky yeh functional kasy hogi as bridge to hai hi nhi well yeh overall sab ki conribution sy hi chl skti hai otherwise nop, or wesy bi yeh pak my to working nhi hony wali haha as unko koi frq nhi padhta privacy type chats sy, haha.
Baki technology to achi hai, as you said dekhty hain fr kya bnta with time, umeed hai kuch acha result hi ayega wesy lg nhi rha haha just hype bn gai nothing else.
Je je bhi jan ache bure tu har jagha per hote hain ,aur wahn oer thore zyada ha per wo control ma rehte hain aur es waja se hume wo tek dekaye daite ahin agr wahn ke laws enforcement etna acha na hota tu pata nahe wo log kia jarte , jaise ke agr ap america ke street crimes ko daik le tu waahan ke jentne crimes ek din ma hote ha utne yahn oure week ma nahe hote aur hamre pas tu oi zamier hota ha dil hota hamra dil pegal jata ha per unka aysa nage hota, abi yahn Pakistan ma ek call center oer chapa ohar geya ta i think Faisalabad ya es trah koi city ta wahn per jetne foreigner pakre gaye jo yahan Pakistan ma akr illegal work kar rahe te.
Exactly mai isi ki baat kr rha tha, ky sab badhy don, mafia, illegal work, yeh sab in angraizo ki ijadat hain, baki mera bi yeh sirf 1 andaza hi hai. Baki surte hal sab ky samny hain, ab dekhain ham to bohat si cheezain halal haram kr ky chodh dety hain lekin yeh nhi chodhty, baki bury log to hr tabqy my pai jaty hain hm ab kya hi kisi ky bary my baat krain as yeh attack type talking ho jati jo achi nhi.
yaha pr diversity ati hai like pancho ungliya brabar nhi hoti bilkul wesy.