Balochistan m afsos nak khaber
Larki ka bian m n Muhabat m shadi ke h zana ni pasand ke shadi m larki apny bhaio k Hato katal Kia chal ra h hmary Pakistan m k bahi he byhan k khon k doshman howy h pata ni agy agy Kia ho GA larki k akhari alfaz m Muhabat m qurban ho re m n nikah Kia h zana ni ab har taraf yahi news bhaghi ja re h asy knof nak wakeay pahly b ho chuky h hmary Pakistan m Lakin y AJ ke hed lines har taraf yahi news h ap log btay pasand ke shadi Karna gunah to ni hummy he in ceazo ko change Karna ho GA khair Allah hadait dy logo ko ameen