Hello Pak Members! السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
Khawazakhela Swat mein aik afsos naak aik aur waqia paish aa ya ja han 14 saal ka larka jiska naam Farhan hain apne madrassa ke teachers ke zariye shadeeed tashad dud ka shikaar hokar jaan se gia. Reports ke mutabek 3 teachers ne us se almost 5 hours tak bari berah mi se mara aur aik kamre mein band kar dia. Farhan is zulm ko bardasht na kar saka aur jaan kho betha. Is waqia ne poori community mein gham o ghussa bhar da aur logu ne insaaf ka mutalba karte hue ehti jaj kiya. Ek video bhi samnay aayi hai jisme madrassa ke dosray students dehshat zada h nazar aate hain aur tashad dud ke manazer dikheye gaye hain jisse andaza hai ke Farhan akeela he is zulam ka shikaar nai tha. Awam ne government se madrasson ki behtari nigrani ka mutal ba ki hai. Police ne 2 teachers ko pakar liya hai aur 3 teachers ke khilaaf case darej kia gia hai.
Woa, g bhai 2 teacher to girftar ho chuke h or ak par muqadma jari h Lekin sawal ye h k Kya Sirf grifatai Kafi h keye madriso mein bacho ki hifazato ko yaqini bana ne k liye koi muqadma uaya jaye ga hume khamush nahi rehna chahiye Farhan ka qasor bas ye tha k wo ak shagird tha insaf ki awaz bane keye siraf muqadma chala dena khafi h Jo bacho ko zulam chupaten h.
Hume ye nahi bholna chahiye k ye pehla waqiya nahi h is se pehle b bht bache madriso sakolun or garelo mahol mein tashdud ka shikar ho chuke h Lekin har bar khamosi mafi sab kuch daba deti h ab bas hume apne bacho k tahfoz k liye awaz to uthni banti hai or har jaga par aisa nazam hona chaiye Jahan bacho par zulam na ho hum sab ko ye hosla de hum aisi ziyatiyun par khamosh na rahen.
Is azeem aur mahnati khandan ki inni harkato ki waja sai China mai trend chal rahai hai in ko yaha lao kiunkai wo bee chahtai hai kissi achai bhalai chaltai huwai mulak ko kasiai tabah kia jata hai pahlai barai bhaiya nai sab tabah kia ab chacha aur batejee lagai hai jo kami rah gai hai us ko pura kernai mai.
AIk waqat tha rikshaw ki back side per likha hota tha maa ki badduwa ja baita rikshaw chala ab yai nalaiq aur jahil azam toppers ko rikshaw dai ga Allah ham sab per raham karai.
Ye waqie hi mein social meida or awam k darmiyan mazaka k nishana ban gaya h jab ak prime Minister ye wada Karen k university mein Jo first aye ga us ko inam diya jaye ga to log umeed karten h use inam b us ki kamyabi k mutabiq ho Hoga rikshaw ka gift Dena Kisi top student ko shuba nahi deta aise student mulk ka asset hoten h in ko riksha nahi future bana ne k liye tools deni chahiyein us student ko higher education full scholarship dilwani chaye take kamyab ho sakhe wo Pakistan mein ho ya bahir or phir us ki koi jop opportunity ka inzam karte take wo apni talim ka safar or mulk ki kidmat ka silsal jari rakh sakhe Iman izataz ka hota h mazaq ka nahi