🇵🇰 Pakistan and El Salvador Unite for a Crypto Future Reference Agr ye partnership waqi.ma.huwi.aur kamyab rahi tu es se hame kafi faida pohnch jayega , q ke Salvador kafi help karega oakisatn ko es mushkil se nekalne ke leye , ye ej step hota ha jo ke hame tjme pe layna chabye EI Salvador ne leye aur ab faike loan free ho gaya hain . Per ghoom pir kar pir se bat wahan per ajati ha ke IMF allow nahe karega aur wo es leye allaow nahe karte q crypto se mulk economically unstable ho jayega , jo ke sarasar jhot ha es se to States stable hoti ha tu en ke es stance se wazih tur oer lag raha ha ke wo nahe chate Pakistan IMF ke chnagul se nekle ,
Pakistan ma tu abi crypto per bat karna kafi cool lag raha ha kafi news channel's per talk show hoti cyrpto kr hawale se es se earnings waghira pe tu omeed ha ke pakistan be koi risk layga aur mulk ko es mushkil ghari se nkal layga warna hum essi trah peste rahenge IMF ke changal ma.
Sab yeh sooch rahein hein k crypto legal honay c hum sabko faida tu asa bilkul bhi ni honay laga, infact app logon ko pata ni hi hey k agay kia honay ja raha hy not just in Pakistan but overall globally in crypto industry. yeh crypto ka akrai cycle hoga kion k ais kay baad liquidity aur black money cryptocurrry c nikal jiey gi aur volatlity na honay k baraber hogi.
Baat bohat lambhi hy but tu cut thing shorts Pakistan mein wohi exchanges kaam kr sakein gi jo Pakistan c license lein gi jin mein binance tu for sure license lay ga aur bybit bhi aur woh Pakistan government ko aik heavy amount pay kerian gi. Aus kay baad binance apna sara data (KYC included) FBR c share keray ga ya kr suka hoga aur FBR jo jo crypto mein invlove hein ain k assets k tax lagaeyee gi. Crypto p auto tax ayee ga mutlab k exchange withdraw c phelay hi app k account c 30% - 40%, jitna bhi tax hoga woh detuct kr lay ga.
Mein yeh koi Huwa mein batein ni kr raha hy. yeh honay wala hy aur IMF kuch ni kehay ga ais bar kion k yeh shetaani group ka globally plan jahan they will elimniate paper currecny forever aur digital CBDC mein government ka total control hoga.
Bilkul Sahe kha bhai apny ya paper currency ko khtam karny ja rahy hai abi FBR ny har shopkeeper ko online payment ki lay machine par kam kary ka order dy diya hai ya na sarf tax lay gay balky crypto ki dunya ma taxes lagay gay ya 30% ya 40% tax to bobht zadya hu jaye ga phly he big money inti jaldi kasi ko passa banay ni daty hai to phr aam awam ka lay or bi mushkil hu jaye ga but Pakistani qouam ik jaghri qouam hai wo iska koi na koi solution ya nilali ge kah binance or jitni bi excganges hukmoot Pakistan ka under register hu ge inka alwa kucoin gate .io jasi exchanges par move kar jaye ge but ma smajta hu kah tax dakhny ko koi nuksan ni hai jab ap ko full protection mili ge kou scam ni hu ga especially p2p scam jis ki wajjah sy bank account block kar daty hai dakhty hai any waly dino ma kia hota but Pakistan crypto hub ban he jaye ga umeed hai