Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
welovebit
on 11/08/2025, 17:08:59 UTC
Aslamu Alaikum!
Mai nai 2 din pahlai aik post ki jis ka maqsad kuch malumaat laina tha laikin kareenab 6 logo nai jawab dia jis mai ziada ter nai spam kia jis ka

koi maqsad nahi tha has ker @qurbanshah02 jo bohut ziada spam ker raha hai brai maharbani ab aap Sr Member hai cheezo ko samaj ker chalai.

Ab aatai hai topic per mai nai aik withdrawal kia jo kai $15.31 USDT ka tha galti sai merai address ki jagga yai wala address submit ho gia ab yai

kis ka hai pata nahi 0x55d398326f99059fF775485246999027B3197955 merai puchna ia ka maqsad yai tha kissi ko pata hai kai Binance refund

kerta hai kai nahi dosra kia yai pata chal sakta hai kai yai conract address hai ya kissi ka hai.