Kon hen ye log? Kahan sy aaty hen ye log? Hahaha
Junaid Bhai ye sab topic drama hy. Andar Ki game koi or Hoti Hy. Ab pata nai Kaya waja Hoti Hy. Par koi to Hoti Hy. Or bilawal Ki bat BHI theak Hy. Yani MATLAB kuch BHI ab btaen shark itni samajdaar ho Gai KY wo Pak cable par Bana hara jhanda dekh kar chakk mar leti hy. Shayad USS Ki training esi hy.
Ab Banda Kaya hi Kahy iss awam ko. Waja pata nai Kaya Hoti Hy. Or views or likes or shares KY chakkar my ussy pata nai Kaya hi Bana kar pesh kar dety hen. Or kehty huwe naa in KY hath kampty hen naa sharam aati hy. Or share Karny waly un sy Barry bewaquf Jo bina Kissi tasdeeq KY aagy pohncha dety hen information.