Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Cheema02
on 26/08/2025, 18:55:52 UTC
Bhai ye kush b karnie awam k leye imran khan hero tha hero hai aur hero he rahy ga, as abi kush nhi h k log ka interest imran khan sy khatam ho gaya ho balky aur zaya d bar chuka hai, bass jab tak foj sayasat sy bahir nhi nikalti tab tak imran khan ka bahir ana mushkil hai.

Ye Pakistan hai yan par jo b haq k leye larta hai us ko yan ton daba deya jata hai yan un ko utha leye jata hai aur abi asa he ho raha hai, Imarn khan ka ye nara, k ham golam nhi ye in sab ko phansi k phandy ke tarhan lar gaya,
Hamray Governor Muhammed Ail Jinnah ny ye kaha tha k sayasat me Foj dakhal andazi nhi de gi aur Imran khan ny b is par awaz uthi thi k Foj ka kam badron ke hifaz karna hai na k sayast me dakhal andazi dena kuin k agar foj sayast me aye gi to wo lalshi ho jaye gi aur abi asa he hai foj k order follow ho rahy hai aur sayasat foj k under me hai aur jab tak in k under me hai tab tak imran khan ka bahir ana bhot mushkil hai.
Bikul Right Bhai Imran khan ik ture leader hai is waqt jo kah pora mulak ko unite lar skata hai but army nay apni anna ka masla bana liya hai in ko lagta hai kah ham he is mulak ko chalny waly hai jab kah jinta nukahn fouj ny is mulak ka kiya hai shayed he kasi sisyat dan ny kiya hu Imran Khan ne jo awaaz uthai hai wo asal mai awam ke dil ki pukar hai is lay imran khan ajj hero hai Logon ka jazba kam nahi hu raha hau inhy ny har ik 10, 10 saal ki saza suni imran khan ki bhanjo ko jail ma beej diya but inko shyed pta ni haq kabhi daba nahi rehta awaam ka jazba sab se bari taaqat hai jo kah inshallah ik din is system ko hilla dy ge

 qkh ab agr imran khan bhair atta hai to inko kagam zoror dally ga or inko sarf boarder par mahdood kar dy gay jo kah humry azeem leader quad ka wazin tha ya mamla tab sy kharab hu gaya hai is mulak inti dafa martial law laga gaya kah kasi bi prime minister ny ab tak apna 5 saala mudat pori bi ki hai or ja. Tak politically unstabliy rahu ge ya mulak kabi taraqu ni kar skay ga Quaid Azam ka vision clear tha ke army siysat se door rahe but afsos ab siyasat fouj ke orders par chal rahi hai