Musa bhai Silab say adha punjab to be ghar hu gaya hai or silab ka dukh sirf pani ka dukh nah ye 78 saal ki ghaflat ka dard hai kah humsy say inty sallo sy dams ni banay jo kah Pani ko store kar skay dirya ravi ka pass Lahore ma societies bani ge hai waha par pani ay gya hai khaty hai driya apni jagha wapis lay he leta hai ya wohi sceen ajj ravi nay 38 saal ka bad apni jagha wapis lay he li hai. Ajj afsoos nak ik vidoe dakhi ja s ma sab ki ku*i maa video bana rahi the ot pani ko dakh kar hath hila rahi the ya chahty he ni dams bany qkh amdadi funds ko khany hoty hai establishment bi is ma pori shamal hai agr inka mafad Pakistan say hota to dams ban jany thay kab ka qkh har saal he awam dobti hai or har saal he duyao ka sheri dobra abad hotu hai pani rehmat hai agr hummy isy utilize krna ay jaye to baqi Allah pak say duya hai silan sy affect loogo ko sehat dy or inhy sy muhskil waqt ko door kar dy Ameen
Ya seelab nhi, 78 saal ke gaflat ka nateja hy. Ap na sahi trf ishara kea hy. Aur jo halat han mera nhi khayal agla 78 years ma bhe yahn seelab aur dosri qudrati afat sa nimtna ka lea kuch kea jya ga. PM sb aj China nikl gya hn, aag lagi hy basti ma PM apni masti ma. Establishment na nehayat he incompetent log hum pr musalat kea hua hn aur ya sirf hum logo ka khoon choos rhya hn.
Government sa umeed lagana koe aqalmandi nhi. Hman chahyn ka khud agya barhan aur Seelab sa mutasir logo ke khud barh charh kr help krn.