Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
ZAINmalik75
on 02/09/2025, 18:38:39 UTC
Baat apki sahi hy. Hum jo bhe han is mulk ke badolat hn aur ya space Pakistan ko represent krti hy, to hmarya lea zarori hy ka yahan zayda sa zayda active rhyn. Mera khayal ma yahan ka stats kafi achya hn pr agr kuch aur senior log yahn time dyn to hum mazeed agy barh saqta hn.

Afghanistan aur Pakistan dono he is waqt qudrati afat ke zada ma hn. Dua krni chahya ka Allah Pak dono mumalik ka logo ko apni hifaz o amaan ma rakhya. Saath he is moqa pr hman seelab sa mutasir logo ke dil khool kr madad krn. Hakomat ke trf dekhna ka koe fayda nhi kyunka un ka motto is waqt zayda sa zayda funds akhtya kr ka kha jana ka hn.   
Absolutely Yar agr yeh local board na hota hum kaha ikatta hoty ik doosry ko samjaty ik doosry Sy seekhty. Kyu ky most of us ko English Mai achi posting nahi ate te early days Mai aur na hamay woh itna relief daity ky hum spam post kary jaisy hum early local Mai karty aur woh hamay Kuch na kehty so bohout ahmiyat ka hamil ha yeh hamara local board but agr ap samjdaar ki nazr Sy Issy daikh lo.

Early days Mai learning phase hota ha, Banda English ko Sahi Sy smajta nahi Kyu ky yaha aksr vital thread Mai bandy achi English use karty ha woh sports thread wali nahi, Khair mairy zimmy kehna ta Keh diya ab ap logo par depend ha kaisy is ko follow kary aur Amal Mai Lai, Kyu ky Mai NY kaha bhi ky apki jagga filled hote ha no doubt ap jaise nahi but ho hi jate ha aur phir with time jab woh grow hota ha toh phir apko koi yaad bhi nahi karta jis Tarah thread Mai bohout ayai bohout Gai

Mai daikh ky kafi hairan hu itni weak government kafi achi intizamat kar Rahe ha. Aur main wajh yeh ha whaa corruption nahi ha toh awam ka paisa un par karch ho Raha ha. Aur bahir Sy bhi imdad arahe ha so woh Jo damage hota ta hoagay hamare Tarah flood continues nahi ha.