Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Cheema02
on 02/09/2025, 18:44:07 UTC
Assalamu Alaykum!
Aaj kal bohut ziada tabahi ho rahi hai floods sai yai kuch naya nahi hai Pakistan mai 70 saal sai yai sab chal raha hai aur badqismati sai aaj tak kuch bee tabdeel nahi huwa kiunkai ham nai qom ki tarah na socha hai aur na hee kuch kia hai aur na hamarai hukmran kuch acha ker sakai. Her saal billions ka nuqsan huta hai hazaro log martai hai laikin kissi kai kano per joo tak nahi ringti jis sai andaza hota hai ham kitnai baibas aur nalaiq hai sirf imdad per zinda hai aur hamarai hukmran billions or Rs her saal bahir transfer kertai hai takai in kai bachai achi zindgi guzar sakai. Bagair kis planning kai housin schemes ban rahi jis sai derahat kaatai ja rahai hai aik Allah Ka banda aya jis nai kai derahat lagao aur apna future mahfuz karo per ussai jail mai dal dia gia aur aik nalaiq gandi aurat ko laya gia jis kai pass 200 sai ziada gandi videos hai sab baro ki.

Her saal ki tasaweer jo ham dekhtai hai aur thorai din baad bhool jatai hai kiunkai ham musalman hai aur Jannat mai hoorai hamarai intizar ker rahi hai.
Wa Alaikum Assalam bhai ap ki baat bilkul theek hai bhai yeh masla sirf aaj ka nahi balkay 70 saal se chal raha hai har saal silab atta or koi hal ni talash ni kiya jata hai laakhon log beghar ho jatay hai faslein tabah hoti hai aur hum aik do haftay ro kar bhool jatay hai but jin loogo ka ghar tabah hoty hai wohi is dard mahsoos kar skaty hai insan ki sari zindagi ki kammi lag jati hai tab ja kar ghar banata hai is lay in say affected loogo ki maded kary Quran mai Allah pak ne kaha hai Jas ny ek insaan ki jaan bachi yo usne poori insaniyat ki jaan bachi hai Allah pak sb flood effected loogo par reham kary Ameen

Baqi hukmoot to planning nahi karti sarf funds kah jaty hai jo silab ka naam par bhir ki counties deti hai mojy lagta hummy khad sy maded krni chayebhai jo silab zada log hain un tak khana pani, kapray aur dawai pohchana sab se pehla farz hai agr khf ya ni kar skaty hai to koi trusted Ngo or sirf un idaron ko donate karein jo waqai ground par kaam kar rahy hai baqi hr bandy ka koi na koi faraz bnat hai har banda apni had tak koshish kary jasy social media ki.awz sy darya ravi ka qareeb housing schemes ke khilaf awaaz uthaye sy notice ly liya gaya hai