السلام علیکم و رحمتہ و برکاتہ
Alhamdulillah aaj ka din noor o rehmat ka din hai.Allah Taala hum sab par apni beshumar rehmatain nazil farmae.Aur Ya Allah, is din ke sadqe me silab ke azab ko tham le.
Musiibat me ghire bhaiyon aur behnon ki madad farma.Humare gunahon ko maaf farma aur humein apni panah ata kar.
Hum sab ko NABI PAK(S.A.W) ki sunton par chalne ki taufeeq de.Un ki zindagi humare liye behtareen namoona hai.Humein un ki taleemaat par amal karne wala bana.Ya Allah humein duniya o aakhirat me kamiyabi naseeb farma.