Thank you bhayo, ap sab ki support se hua warna main ye rank achieve nahin kar sakta tha. Bohat bohat shukria. Mujhe koi avatar wear ka method to batao yaar pehli baar hai pata nahin kaise hota hai
mubarak ho bhai. ma kab se join kiya howa ha par aik be rank ni mila par ap great ho. buhat mehnat kr rhe ho ap. umeed ha agai be hamae guid krte raho ge.
Yar koye XRP ka bara m btao keya is ko buy krna thk rha ga is time.Is waqat 1 XRP = $0.204505 ka.Keya Futuer hai XRP ka or keya Pakistan m kEse bank ka shat xrp buy or sell kar skty hai
XRP Acha Coin Hai Isa $0.18 Price Par Buy Krna Ka acha moka hai.Future Acha Hai is Coin Ka.Han Laken Pakistan M Ap Is Ko Kese Be Bank sa Buy ya Sell Nahe Kar Skta aP KeW kA Pakistan M Crypto Ban Hai.
XRP aik stable coin ha par is ilawa or buhat se coins ha jinhe ha jin se ap acha earn kr sakte ho. par us ke malomat hone zarori ha.. agar new ha to XRP se start kre umeed ha sab acha he ho ga.
Post
Topic
BoardBounties (Altcoins)
Re: [BOUNTY] [OPR] Ophir Community Bounties - Gold-backed Stablecoin
Hii EveryOne.... Today Bitcoin Price $9,554.21 ap ka kheyal m is sal ka and tk bitcoin ka price keya ho skta hai keya ya acha moka hai bitcoin ko buy krn ka
bhai jab price 5500 ya 6000 tha ap ne us time kyo ni buy kiya. us waqat buy krte to 100% benefit mil sakta tha. abi ka kuxh keh ni sakte. chance to buhat ha uper jane ka par ye crypto ha kuxh be ho sakta ha.