Insan ko to seekhna chahiye lakin govt ko bi seekhna chahiye,. bar bar stupidity kerti hai aur baad mei safayan paish kerti hai.. thora sa bureaucracy ko khencha hota to phr dekhtay kaisay is tarhan kai incidents hotay,..
roads nahi banwatay, bas har baar yehi rona hota hai kai traffic jaam ho gaya hai murree mei..
hotels walon nai aaaniii machai hoti hai,. in hotels ki waja sai bohat sai log sarkon par apni car mei hi so gaye ,.. commissioners aur deputy commisioners ko paisay miltay hain to wo chup ker kai bethay rehtay hain... kisi ko koi dar hi nahi.. murree aik poora maafia ban gaya hai jisay koi poochnay wala nahi
I understand k government kuch pooch kuuch ni kerti bilkay apna hisa bhi leti hay lekin Hotels malikan GOVERNMENT ni hein. Rastay mein murree kay residents bhi jan booch k road p rakawat kerthi kertay hein takay log ain ko paisay daay k agay jein. Yeh muree kay local people bhi GOVERNMENT ni hein. So har cheeze p GOVERNMENT ko blame dena thiek ni Jabkay har bunda ko jo bhi muka milay woh pura pura chuuna lagnay ko tiayar retha hay.
We need to change ourselves first before blaming the governments.