Jab Sirf signature Wear ka maqsad hee promoting Karna hai ab apki niyat ho ya na , ap k signature se koi gambling Mai ae ya na sab he gambling Mai madad Karne k zumre Mai aatha hai aur per bai tho badeeh hai .
Han g, Amal ka daraomadar niyat p hota hay aur gambling signatures waloon ki niyat gambling ko promote kerna ni hy bilkuy hum yeh ketay hien k gambling c bachina chayee aur yehi apni posts ky zariaye yeh msg puri dunyia mein phela rahay hein
Quran aur hadees Mai ek ek cheez zikar nahe hothi balke osool zikar kiye jaathe hai aur baqi cheezo ko en par osoole fiqh ki roo se masail akhaz kiye jaathe hai. Esi waja se Islam Mai ye khoobi hai k ye har zamane Mai rahnumai karta hai. Quran aur hadees Mai bang ka zikar nahe hai magar Haram hai fiqh ki waja se . Baqi wo elk lambi behes hai. Alcohol aur Juwa ma elat mushtarak ye hai k ye dono Haram hai Quran ki qathii Nas k Sath
Han sahi hy, Sharab bhi haram aur bang bhi aur aun jeiy jitnay bhi musrubat hein woh sab haram hein. Aur hand Bhang ka bhi bitcointalk p koi zikar ni hay jaisay k sharab ka ni hy. Aur han Alcohol pena aur juwa khelana munah hay aur gambling signatures walay mein c koi bhi alcohol ni peeta.
1 trf to ap khty ho ky ap gambling ko promote nhi kr rhy blky degrade kr rhy ho or dosri trf wohi maal istemal bi kr rhy ho. Dekhain. Maal ka source depend krta hai ya nhi, is baat ka ilm hona bohat zaroori hai.
G faisal bhai, gambling signatures walay gambling ka maal ni istemal kr rahay bilkul hum tu kah rahay hien k gambling na hi kero tu bethar hay kion k gambling kernay c maal bechata kaha hay, sara loss ho jata hay.