Susan Wojcicki youtube ke 10 years tk CEO rehna ky baad ab finally step down kr rhe hn. Aur unka jagha Neal Mohan ko youtube ke new ceo nominate kea gya hy. Neal Mohan American based Indian hy. India ko ya credit jata hy ky dunya ke top companies ka kafi zayda head Indian hota hn. Hum bus India sa Wagha Border py tangan uthana ma agya hn..
Asal my MusaPk bhai ham waqy hi IT my bohat pichy hen. Ap dekhen to India IT ky lihaz sy ham sy bohat aagy hai. YouTubers my dekh len ap blogging my dekh len jahan bhi jaen gy ap indians hi paen gy. Ap ko koi online course chahye to esa ho nai sakta ky kissi Indian ny us par baat naa ki ho. Or rahy ham.
Hmary han asal my fraud bohat hai. Or Online kaam ko gaali samja jata hai. Or pata lagy larka online kaam karta hai to kehty hen
Ay Vi Koi Kamm A. I don't know about others. I am talking about my Pura Khanda.

Things are changing with time. Jaisay log abhi bhi paper currency ko mantay hein aur digital currency jo ni mantay, asa hi log abi tak 9-5 job ko job sumjhee hein halakay online jobs jahan pasia zada deti hay wahan p kaam bhi 24/7 hota hay na k only 8 hrs a day.
Old generation ko shaid sujmhee na aye ais ki but post covid narrative yehi hy companies are hiring people online jis c cost bhi save hoti hay aur world wide logoon ko jobs bhi mil jati hy. Ais ka faida companies ko bhi hota hay aur skilled loogoon ko jo k bahir ni ja saktay bilkay idher beeith k kaam ker saktay hein