Asal my bhai hukumat ko apna faida nai nazar araha hai. Logon ko agar kuch kmai mil hi rahi thi to wo crypto Market hi thi. Or jab log khud kama rahy hen or Hukumat ko koi faida nai ho raha hai to wo ye qadam uthaye gi hi.
Pata nahi yeh Kya chahty haa yeh inka khud ka faisla haa ya FATF ya IMF ny inhy force kiyaa aisaa karny par.
Mujy bohout afsoos hota haa aisee ikdamaat sunn ky, ik yeh beggar nalaik siyasatdaan Kuch faida toh mulk ko dy nahi sakty toh nuqsaan q dy rahy haa, inky paas khud ki jobs toh ha hi nahi, jab 10 slots open hojai toh 10k log ajaty haa, toh phir q yeh logo ko crypto sy door karr rahy ha jab crypto ma faida yeh haa ik hum government pa dependent nahi rahyngy khud ka earn karyngy aur iss sy dollar bhi bahir sy ayngy jis sy economy behtr hogee aur jab hum inn paiso sy Jo cheez buy karyngy toh USS pa alredy GST Laga hota haa toh yeh sabb faidy toh government ko ho rahy haa aur yeh Kya chahty haa , ab apny trade ky profit ma bhi inko hissa dy