hamara maqsad yaha dunya mai sirf khana, sona aur sakoon wali zindagi nahe hai. ye tho sirf bas zrorat k tahet hai. hamara asal maqsad dunya mai Allah k deen ko dunya mai phelana hai aur us k leye ham jaha bii ho waha par mehnat karna ha. comfort wali zindagi tho europe wale kar rahe tho un mai aur ham mai farq kia raha. Eu mai jo be hayai khulam khula hai wo yaha nahe k kisi k baap ka bii pata nahe chalta. ap apni beti, behen ko gorl friend aur hoy friend bnane se mana nahe kar sakte. mukhtasar ye k mukammal begherat aur be haya banna ho tho Europe sab se best hai. Pakistan ka life standard etna sasta hai Allah k fazal se k ek ghareeb bii ache tarah guzara kar letha hai aur bhooka nahe sotha. luxury life tho har kisi ko naseeb nahe hothi aur na dunya mai aisi taqseem hai magar dosre islami azadi se mukammal acha hai. apne marzi se kisi qisam ka halal karobar, apni marzi k masjid mai jana wagira ye yaha pak mai available ha. Muje tho Pakistan (apne gao) ki mati etne pasand hai k qasam khuda ki ek crore monthly koi de thab bii Pakistan chorne ko tayar nahe.
EU ma kam az kam kise sa zabardasti koe press conference nhi kra saqta ya kah kr ky hum tmhare behan ya maa ka rape krn gy. Aur ya chooran molvi logon na becha hua hy ka is dunya ma kya yahan beshak janwar jaise life guzaro. Muslim to Saudia, Burenia ma bhe rehta hn unka life style dekh lyn. EU aur west ma jis ka dil krta hy wo us sa dosti krta hy aur jo Islam ka mutabiq life guzarna chahya us ko koe nhi rokta.
Yahan to halat theak hona nhi, behtr hy bnda achi life ka lea kaheen aur move kr jya.