ٹائی ٹن نامی یہ آبدوز پانچ مسافروں جن میں دو پاکستنانی بھی شامل ہیں کو لے کر ٹائی ٹینک جہاز کے ملبہ کا نطارہ کرنے کے سفر پر نکلی مگر سمندر میں اترتے ہی اسکا رابطہ منقطہ ہوگیا اور پھر ابھی تک اسکا کا کوئی اتہ پتہ نہیں چلا۔ ویسے تو اس میں 96 گھنٹے یعنی 4 دن کی آکسیجن ہے مگر پھر بھی انکے بچنے کے چانس تقریبا صفر ہو چکے ہیں۔ اور یہ مشن محض پانچ سے چھ گھنٹوں کے لیے تھا۔
Shahzad bhai yaha par kuch baathe kaafi qabile ghor hai. pehle bath tho ye k ye jahaz khud doob gia musafiro wala ya us ko dobwane ka plan bnaya gia . aksar log kehte hai k ye sochi samji plan k through doobwaya gia aur en musafiro ka kaafi maal harp kar leya gya. ek news tho muje ye bi melee k jab jahaz doob gia tho us k bad ek musafir k gar mai message aya k wo kher aur afiat se dosre mulk pohnch gae hai lehaza unko baqaya raqam ada kii jae
Ye titanic wale bii ajeeb log hai k jaha tauba aur esteghfar karna chaiye tha waha par ye research karnw ja rahe hai. chalo jo huwa so huwa ab jis ko eman ki halat mai maut naseeb huwe hai Allah Pak usko jannat mai Aala maqam atha farmae aur lawaihiqeen ko sabar jameel atha farmae.