Assalamualaikum Shahzadfzal sir Satwat bahi Jan bat ASI hai k Ye Jo hamari govt hai wo kis b afrad ko khud mokhtiyar nhi Karna chahti.wo yehe chahty hain sab hamary mohtayt rahien.kuin k ham janty hain k crypto currency decentralize hai koi b authority k under nhi hai.Hamri govt sab janti hai k crypto currency keya hai haram hai Yan Hala bass wo apna fiada sochti hai awanm k nhi.
agar is allow kar dy to har Ghar ka aik person is par kam Karna start kardy to govt soshti hai k ye to khud mokhtiyar hojien gy or ye b sochti hai k na koi text na koi blame kar sakty hain.
Ye Jo haram or Hala ka chakra inho NY chalaya howa hai agar dekhka jy to ab har kam me jotta ka istamal ho Raha hai customer ko jotta bol bol kar os ko satisfied keja jata hai ye thik hai bala har kam 2 tarikon sy keya jata hai Hala Yan Haram wo ham choice karty hain. Crypto ko Haram bol kar ban kar rakha hai Asal me is Ke peshy waja kush or hai.
Snip
Hahaha bahi Jan bura nhi nhi bahi ham ajazi passand hain ham bura nhi manty or ajzi Ke had yehe kehti hai har milny waly or bat Karni waly ko apny sy behtar samjo tareef nhi bahi tareef nhi me ny to koi tareef nhi ki tareef to tab kejati hai jab ap NY koi kam asha keya hota hai. Ye to bahi chahat hai ap longon sy or chahat sy bar kar kush nhi hota aur Rahi bat badnam Ke bari bari community me chotti chotti batien Hoti rahti hain.