Fasial bahi aj Kal nhi ye phely b pehna dorost nhi tha me roshi dalta Hun ,Quran pak ka behtrien istamal hamray hazrat muhammad sallallahu alaihi wasallam Sy zayada or koi nhi Janta AP sallallahu alaihi wasallam ny kabi b qurani ayat ka Tawiz bana kar nhi deya zar c bat hai Sahaba Akram b bimar hoty thy un k bechy b bimar hoty thy un k bechon par b mushkalat ati thi par AP sallallahu alaihi wasallam ny kabi b qurani ayat ka Tawiz bana kar nhi diya lahaza bat ye hai agar koi Kam sonat Sy sabati nhi hai agar ham wo Kam karty hain to AP sab janty hain agar koi Kam Amal sonaty nabvi Sy sabati nhi hota wo nhi Karna chahiye aur os Sy bachna he chahiye .
i can not agree more with you on this dear, as mai bi isi baat pr mutfiq hoon or isi waja sy main ny kaha ky aj ky door my main taweez nhi pehno ga or aj ky door sy murad ab jb ky mujhy hosh a again hai I can decide things on my own back then I was child mujhy decision leny ka idea nhi tha to badhy hi apki bhtry ky liya krty hain jo krty hain. Mery khny ka mtlb yehi tha ky taweez ofcourse phly sy pehnan jaiz nhi tha lekin mai phly pehnta tha as I was child but ab choonky badha ho gya hoon to ab nhi pehno ga. I hope ap meri baat smj gain hon gay. Baki, sorry for the late answers as i think now there is no need to provide ahadees or ayat as i think you already got your answer,
Bhai Compromise sahib, i think ap ne search nahe kia ahadees ki aur Tarmezi shareef ki rewayat mai Abdullah bin Abass Raziallah anhoma se manqool hai k wo apne bacho ko qurani ayat ki taweez karte the. Ab rate jaleel ul qadar sahabi se ye tariqa sabit hai tho usko na jaiz kehna ghalat hai sur es k jaez hone par ummat ka ijmah hai. I think ap ne youtube par kisi youtuber scholar ko sunna hai jin ki nazar sirf baaz ahadees par hothe hai aur fiqh k asool se nawaqif hothe hai.
حضرت عبد اللہ بن عمرو رضی اللہ عنہ کہتے ہیں کہ آنحضرت صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ: جو شخص اپنی نیند میں گھبرا جائے اُسے چاہیے کہ وہ یہ کلمات پڑھے : ’’اَعُوْذُ بِکَلِمَاتِ اللہِ التَّامَّاتِ مِنْ غَضَبِہٖ وَعِقَابِہٖ وَشَرِّ عِبَادِہٖ وَمِنْ ھَمَزَاتِ الشَّیَاطِیْنِ وَاَنْ یَّحْضُرُوْنَ۔‘‘ تو وہ خواب اُسے ہر گز نقصان نہ دے گا ، آپؓ کے پوتے کہتے ہیں کہ: حضرت عبد اللہؓ کی اولاد میں جو بالغ ہو جاتا تو آپ اُسے یہ کلمات سکھادیتے ، اور جو نابالغ ہوتا تو آپ اس کے گلے میں یہ دعا لٹکا دیتے تھے :
’’و کان عبد اللہ بن عمروؓ یعلمھا من بلغ من ولدہٖ و من لم یبلغ منھم کتبھا في صک ، ثم علقھا في عنقہٖ۔‘‘ (رواہ ابو داؤد و الترمذی، بحوالہ مشکوٰۃ، ص: ۲۱۷)
Source:
Junaidazizi es ka asal ilm tho Allah pak ko hee hoga aur mai ne abe thak aqli waja nahe oari aur zahiran ess ka matlab yahi ho skta k bande maut yad ae har din. wese kuch aur sawalo k jawab es tafseer mai mil sakte hai

Source: Tafseer Muariful quran Sabiqa Mufti azam Pakistan Muhammad shafi R. A