Sting Energy Drink Threat to Kidney Health?
Asalam o alikum Everyone Gurday ke hospital SIUT mein rozana 100 se zaid cases report mein hotay hain jin ke gurday bilkul nakarah hote hain. Aap ko yeh jaan kar hairat hogi ke in mareezon mein zyada tar 22 se 30 saal ke nojawan hain. Sab mein mushtarak baat yehi hai ke unhon ne "Sting" naam ki yeh energy drink ka istemal kasrat se kiya hai, yaani kam az kam haftay mein aik martaba woh is drink ka lazmi istemal karte thay. Yeh energy drink aap ke gurdon ke liye qaatil zehar hai aur aam cold drinks se kai guna zyada nuqsaan deh hai.
WalikumSalam bhai String ya koi bi Energy drink humari sehat ka kay bilkul bi achay ni hai inma suger kia boht zadya muqudar hoti han is lay insay bachna chyee baki Cock ya sprit to ajjkal Aam drink ha khien bi jayoo ya drinks he atti han inki price bi boht Zadya increase hva 1 letter ki botel 150 plus rupees ki hu gya han lakin isma uses ma kammi ni ay rahi han jas ki waajah sy compnay inki price imcrease kar rahi hu maybe dosri wajjah dollar ka increase hona or Pakistan curreny ki value kam hu rahi han baki ya sarf or sarf nukhsan dy ha iska koi faida ni han is say acha bmada 1 killo dhood pee lay sehat to banny ge Is lay Energy drinks ko choor dena chye or apni Sehat ki tarf touja deni chye.