aur dosron ko bhi yahi maswara don ga khy agar kisi ne khareedari karni hai to behtareen mauqa hai,agar koi kar chuka hai to sabar se hold kar ke rakhy.kiyonke ab bull season main waqat kam hota ja raha hai.
Je je Honda bahi bull run ki history ke hessab se havling ke 1 saal ka takreebn time lagta ha bull run ane ma per ma ne history ko nazarandaz kar deia ke zarori nahe ke har bar wahe ho jo pechle dafa huwa ta aur ye bat ma ne yahn es forum per apne legendary members se sekha ha ke bitcoin tu waise apni history ke cycle ma chalti ha per zarori nahe ke har dafa ap wahe andaza lagawo ke es bar be wahe pechli dafa wala hoga.
Ap ke stratigy muje oasn aye bs essi trah patient ko bar karar rakeyega q ke crypto world ma ek tu ap ki strategy apko buhat faida daity ha aur dusra ap ka ptient ke jetna aap sabr karenge utna ap ka paaal meeta hoga , Per etna be sabr na kare ke us me keere ho jaye hahaha joking. Bs sabr ke daman k pkr ke raka In Dha Allah ap ko es sub ka faida zaroor ho ga aur kia pata bull run start hone se pehke bitcoin ke chalang laga de aur apka nuqsan khtm kar ke ap ko faida de day q kr ye crypto world ha yahn per kuch be ho sakta ha

Ji junaid bhai aap belkul theek keh rahy hain ke ye crypto currency market hai yahan kuch bhi ho sakta hai.aur rahi baat history ko nazar andaz karna,to bahi ye bat teek hai ke zarori nahin ke wahi ho jo pechli dafa howa ho,magar main is baat ko kabhi nazar andaaz nahin karon ga jo kahi dafa howa ho.aap risk le sakte ho ,magar logon ki aksariyat history se andaza laga kar mustaqbil ki hikmate amli banate hain.
dosri sub se ahim baat ke her aik ki apni apni strategy hoti hai,jo mukhtalif ho sakti hai.magar saare mahereen bhi apne apne tajzayon main histry ko zaroor made nazar rakhte hain.teen dafa to wahi pehli wala howa hai,is dafa ho sakta hai pechla record toot jaye aur kuch naya ho jaye aur apka tajzeeya drust nekhle.hamen apne apne hisab se tayari karni hai,chahye bull season saal baad aye ya maheeny baad.