ap ki bat sahi hai leken main yahan ek bat add karonga k hamara mulk beshak ghareeb ho leken hamai mulkki wam belkol khareeb nahi. ap dhk lain k har roz log new cheez khareedny k chakar main kahi aisa ni dheka k agar log kisi cheez ki bycate kary aur wo sasti ho. nahi balky aur mahingy ho rahi hai
ye mahengai q ho rahi hy iska zemadar kon hy.kya kisi ne aj tak ye socha.
is maujooda daur ka zemadar ma hun.q k ma apny ap sy shuru karta hun.agar ma naap tol ma kami karta hun agar ma jhoot bolta hun agar ma zulm karta hun toh upar sy faisly b aesy aengy q k amal achy karunga toh pal acha melega amal bora hoga toh pal bura melega q k musalman hun kalmy k nechy zindagi guzarny ka wada kar rakha ta or kar kya raha hu.