Post
Topic
Board Other languages/locations
Merits 1 from 1 user
Re: Pakistan
by
God bless u
on 26/11/2023, 11:39:08 UTC
⭐ Merited by Compromise me (1)
World's fastest internet service and our internet

Asalam o alekum dosto : INTERNET hamari zindagi ki aham zarorat ban chuki hai,aur ham sub ki yahi kwahish hai ke hamara net behter se behter ho,kiyonky hamari bahot saary kamon ka daromadar INTERNET ke saat jura hai.magar badkismati se yahan hamary mulk main INTERNET ki haalat bahot kamzor hai. waisy to taraqi ki daur main dunya hum se bahot aagy hai,magar khabi khabi main sochta hon ke pakistan main zindagi ki aham kamon aur rozmara ki zaroraton main jis per bahot saary logon ka daromadaar aur rozgaar hai.os main bhi bahot peechy hai,is ko aap hukumrano ki inteha darjy ki nalaiqi aur behisi keh sakty hain,zaroorat ke waqat apka page nahin khulta,kaam karna to door ki baat hai,adhy ganty ka kaam aapko 5 ganton main karna parta hai,her aik network ki SIM apny pas rakhni ho gi,pata nahin chalta kis ki net kab kaam chor dy.

Hehehe belkul sahee kaha ap ne barkhurdar..Rural area ma tho na hone k barabar ha.. Rural area ma speed acha ha.. Mai tho Telenor sim use karta hoo jes ka speed acha ha or abe thak masla nahe hova.. hamare 1 km k fasle par ek dosra cousin ha wo kehta ha k yaha Telenor sahii kam nahii karta or wo Zong use karte ha.. Na hakoomat ma kuch ha na Awam ma.. Ye hamare students kuch seekhte tho wo mulk k leye kuch karte leken sad afsos!

Microsoft mai kirdar ek student ka hai, Facebook aur networking be student ki mehnat se aaee..Hamare students tho es such ma huthe k Clerk bano ya army ma captain.. Ameero k bache ayaashio ma lage ha.. Colleges aur university ma nasha etna aam huwa k Chars aur afeem k ade ban gae tho progress wala soch kaha se lae aur jab soch he nahe tho taraqi kaha se ae.