Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
GbitG
on 26/11/2023, 16:16:29 UTC
Ab dunya ki baat karty hain,aik khabar hai ke dunya ki tez tareen INTERNET service aagai hai.jahan aik second main 150 filmen download ki ja sakti hain,hamara aik page nahi kulta.ye amrica ya koi aur mulk nahin balky hamara parosi china hai.jo dunya ke doosry mumalik se 10 guna zyada tez ho ga.aur itni tez raftaar net speed dunya ke kisi aur mulk main maujood nahin hai.ab aap kud sochen ke china apny mulk aur awaam ke leye kitna mukhlis hai,isleye to wo taraqi kar rahy hain.
source
Internet ka issue toh kafi zyada haa hamary country Mai, Hai toh problem sab jagaa but zyada issue especially city Sy thoora side pa Jo jaggy hoty haa waha pa hota like Mai apni example dy raha hu, hum thoora side pa haa toh gas pipes Ki kudai aur sarak banwany ky Amal Mai yeh cable damage howy, so ab issue sabko bughatna par raha haa aur rahi mobile network internet Ki toh kuch network ka reach thoora bohout hota haa Kabhi Kabhi woh bhi khatm hojata ha, so kehny ka MATLAB yeh haa ky jis Cheez pa hum focus Nahi kar rahy uss IT field Sy government ko itna revenue generate Karwa sakty haa jitne uski sooch Hoge but unfortunately hamre baat Kon sunny aur amli jaama pehnai.
By the way yeh 5G Abhi ayaa haa but American NASA research centre Mai 2013 Sy 91 gigabits per second speed ka internet haa toh yeh 5G still usky aagy kuch Nahi but phir bhi hammy Manzoor haa agr paksitan Mai Sahi sy work Karna start kardy Cool