Kal ma ne ek ketab se DUA k baare ma lekha tha tho aj mazeed us par dosre ketab se read kia aur yaha par ab ma rozana jo seekha wo share karta rahoga tha k dunya k sath sath kuch deen kee bee bath hijae. ma serf book ka hawala donga jes ma saare ahadees aur aqwal ka hawala aa jaega .
Nabi kareem SAW ny as ummath pr ahsan Kia ha k hr wqth Allah Pak sy mangny ka treeqa sikhaya ha k har wqth Allah Pak sy mango subha o sham.
Allah Pak k Nabi Kareem SAW har jagah Allah Pak ko
Pokara krty thy Allah Pak sy manga krty thy masjid ma dakhel hothy waqth ghr sy nikalthy waqth din k ojaalon ma rath ki tareekiyon ma Allah Pak sy mangthy rhy
Dua tho dil sy mangi jati ha jaise k iqbal ne farmaya
Mere pyare Bhai Belkul apne sahi kaha hai ky dunya ky sat sat hame deen ky bary may be maloomat hona chahie aur dunya itna zarori nahi jetna deen hamre liye ihem hai s may koi shak nahi hai hume har time ALLAH PAK se dua mangni chahie aur ye ALLAH PAK ko bahut passan hai jab Banda ALLAH PAK se mangta hai dene wala Serf ALLAH PAK zad hai jes ne ye puri dunya banai hai. Dua har jaga hoti he jese apne kaha ghr se nekalna aur ghar may dakhil ho jana aur masjid se baher nekal jana ya masjid may dakhil ho jana. aur ek ma share karta ho jab be koi ghr ky andar dakhil hota hai to phele Salam karna chahie pher uske bad Drood Sharif Parhna chahie pher uske bad Surat- Ul- Ikhlas parhna chahie INSHA ALLAH ghar may bhut barkat Ayegi.