Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
UmerIdrees
on 17/12/2023, 08:49:20 UTC
Aj 16 December hai, jisko aik adar Black Day ke naam se bhi jana jata hai. Ye Pakistan ki afoss nak cheezoin mai se aik cheeze hai,  aj k din Army School mai aik hadsa hua tha, darasal iss din mein dashat kardi ke karan Army School mai hamla hua tha.

Jis Army School mai dhamaka hua tha wo KPK mai waqia tha aur jaisa hi yeh  humla hua toh kuch hi der mai Army pounch gai or sare ke sare dhashatkardo ko maar dia, ye dhamaka darasal India nay Afghanistanio ko paisa de kr kr waya tha or ye kaam ko krne ka Nawaz Sharif ne kha tha, iss dhamka se 100 se zaid bacha shahid hue tha  Cry Cry

Nawaz shareef ne kaha hotha tho Army uska kachoomar nekal dethe. Jab imran khan ne sirf irada kia army k khelaf jaane ka tho abe thak jail ke salakho ma aur ap kia kehte k Nawaz shareef ye karta tho ab thak salamat rehta? Allah maf kare magar Army ne Wazeeristan ma etna zulm kia tha k ma apko kia bian karo leken media tho kuch bolta nahe. kisi Wazeeristan k admi se tafseel pooch ke ap k rongte kare hojaege. yahi masla Bangladesh k sath b paish aya. kisi army wale jo old ho us se pooche.

Bro ap ne kha hai k Imran Khan ne army k khilaf bola is liye wo jail mai hai, ap mujhe batain ke konsy jagah pr Imran Khan ne army ka naam lia hai, khoi clip dekha dein ya phr khi youtube pr dekha Imran Khan ne khabi Army ka zikr ni kia wo sirf isliye jail mai hai because us ne such bola aur Pakistan sach bolne walo ko na passand kr ta hai,

Nawaz Sharif ki ap khoi bhi jalsa dekhlaain us ne hr waqt army k against bola hai, hr jalsa mai bajwa ka naam le ta hai aur jab army usy pakar thi hai toh wo deal kr leta hai aur  mulk se bhair baag jata hai aur jahan tak baatt rhi Waziristan ki toh mujhey ki khoi khaas malumat ni hai.