IMF Grants 700 million US dollars to Pakistan
Pakistan k economy k bigharti hoye halat k pesh nazar International monetaring fund ne pakistan k loan ko approve kiya hai ...pakistan mai 8 Feb ko general election hone wali hai aur uske liye pakistan ka kuch had tak stable hona zaroori hai ..IMF pakistan ko 700 million USdollar dega ...yeh raqam pakistan k maali halat ko behtar banaye ga aur iske sath yeh external economics ke shocks ko bardasht kar paye ga ...
cutive%20Board%20decision,the%20implementation%20of%20sound%20policies. ]linkIndian Muslims se tho bahut ache ha k waha par jo rural muslamano k elaqe ha waha par bahut ziada zulm ha aur zindagi k bunayadi huqooq b sahe tarah se nahe de rahe. Siasi jago par unko qareeb be nahe jaane dethe. Wo naqab wala qissa tho apko yad hoga hee k muslamano ko naqab par muft ma pabandi lagae gae. Pakistan ma sirf ye azadi nahe k ap ne bare sarkar k peeche bath nahe karna. Baqi kuch had thak mukamall azadi ha. aur agar es azadi ki bath kare tho wo Saudi Arabia ma be nahe ha. yaha thak k ap jumme aur Eid ka Khutba be apna nahe par sakte , wo be hakoomat ka lekha huwa aatha ha. Ap mulk k Baadsha k khelaf kuch nahe keh sakte.
G Bhai asa he hai Indian Muslims ke liye zindagi ke bunyadi huqooq aur unke elaqon mein hone wale zulm ke bare mein baat karien to yeh ek serious masla hai. Rural areas mein unki maslehaton ka sahi tarah se khayal nahi kiya ja raha aur siasi jagahon par unka qareeb se shirkat ka mauka na milna bhi ek waja hai.
Pakistan mein bhi azadi ki had tak mukammal hone par bhi kuch limits Laga di hain, jaise k apnie kaha k Jumma aur Eid ka Khutba Hamra mulk azadi ka Matlab bol raha hi Azadi ka matlab hai har shakhs ko uske mazhabi aur samaji huqooq ke adab mein rehne ka haq dena. Is maslehati tabdeeli ke liye awaaz uthana zaruri hai, taaki har shakhs apne huqooq aur azadiyon ka faida utha sake.