Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Cheema02
on 18/05/2024, 08:39:23 UTC
Brother, Hum sub janty han k IMF ka main share holder USA or wohi esko control kerta ha or apni merzi k decisions kervata ha laikin yeh bat apko ajeeb nhi lugti k USA mein toh crypto ban nhi ha laikin uno ne regulate ki hoi ha or USA ki sub se bri exchange COIBASE k shares ki vehan ki stock market (NASDAQ) mein trading bi hoti ha. Mere khayal mein IMF hamein ban kerny ko nhi kahta blky eko regulate kerny ko kahta ha jis k liye Stock and Exchange Commission of Pakistan(SECP)  ko use ker k kanoon sazi ki ja sakti ha. SECP Pakistan ki stock markeet k operations ko bi monitor or control kerta ha.
Bikul Sayeds sab, Sir IMF ma Zadya hissa America ha wo ik documentary sun raha tha os ma batiya gya tha IMF ka ya saytem gareeb mulko ko qarzay dany ka nazam America ny apni power ko berqara or qarzay kany wali countires ko apny control ma rakhay ka lay bania tha or khaas maqad sarf apni mafadat ka thafaz hai is lay is sodi qarzay ka nikal ka qadad hal khud mukhtari hai jasy iran koi qarza ni laty or waha ka loog khushal hai or dosri bat IMF kasi country ka crypto ban karna ka nu kha sakat ha qkh crypto ik haqeqat hai han isko regulate krny ka kh sakta ha kasy or isko regulate krny ka lay parliament ka qunon sazi honi chaye hai