Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
ITExpert
on 05/07/2024, 11:33:02 UTC
Aalia Neelum Makes History as First Female Chief Justice of Lahore High Court

Asslamoalikom..!
Kaya hal he ap SAB Ka?


Acha to title to ap logon ny parh hi liya Hoga. To dosto ye Pakistan ki history my pehli dafa huwa he ek female lady Lahore High Court ki judge muqarrar hui hen. Or ye waqy hi my bohat achi bat he. Or ek motivation bhi he un Orton ky liye Jo samjti hen ky Orten Kaya Kar sakti hen. Or sath my Zor daar tmancha he un mardon ky munh par Jo orat KO haqeer janty hen.

walaikum assalam Bhai ameed karta hoon aap thik ho gybBhai Jaise aapane Kaha justice Aalia Neelum Pakistan ki first female chief justice banne ja rahi hai to yah ek hisab se na senior judges ki jo high Court mein unke taheen Hai auraton ka mukam gharon mein hai aur na he wo cases par shee fasila kar sakti mere khyal se lekin farmaya tha kya auraton apne gharon mein rahe cahye is lay 2 aurto ki ghawi 1 mard ma barbar hai aur dusri baat yah Jo Lahore high Court ke senior chief judge Hain senior jaj hai Jaise mausam Akhtar ke aani unka hakda tha chief justice banne ka Lahore high Court ka samne aur usko track karna track karna aasan hoga vah hamari Marji ke faisle kary gae