Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
UmerIdrees
on 10/07/2024, 08:57:25 UTC
India cricket team  ab to  aik brand team hai aur yeh galat fehmi hai ke India team kamzor opponents ke saath khely . Haqiqat ye hai ke Zimbabwe ke khilaf matches India ki lower tier team khel rahi hai jo ke baaki key players ke liye moka deti hai apni skills ko test karne ka aur naye talent ko ubharne ka jis Sy ye  approach na sirf team ko diverse banata hai balki naye khiladion ko bhi international platform par apna muqabla dikhane ka moka milta hai.  India to apne squad ke depth ko barqarar rakh Kara hai har opposition ke against tayyari kar wa raha hai . Zimbabwe ke saath khelne ka yeh faida hai ke naye players ko pressure situations ka samna karne ka tajurba ho jay ga jo unhe future me strong opponents ke against khelne ke liye taiyar karay ga .

India men's cricket team ka Zimbabwe ka sath ajj match hy 3rd T20 match. Although k India nay 2nd T20 jeet lia but first T20 mein woh har giye thay.
World Cup k baad aur in the last few days mein was the most worst days for the Indian team because they lost to Zimbabwe and after the lost of Zimbabwe, in legends League Cricket, they lost to Pakistan by 68 runs. Where the Pakistan team was batting first and made 243 runs as the target for the Indian team to chase it up but the Indian team lost their all wickets at 179 runs and the Pakistan won the match. These two matches were played few days back but before yesterday Indian women's team lost a match against South African women's team. These are matches that happened after the day when India won the World Cup. Shocked